
Ek raat 2 baje bahut tej baarish ho rahi thi.
Santa ne ek aadmi ke ghar kee ghanti bajaai aur poochha – “Bhai, jaraa dhakka lagaa doge ?”
Aadmi neend mein tha isliye pahle to usne manaa kar diya aur andar aa gaya.
Lekin turant hee use pachhtava hua … usne socha ki Bhagwaan na kare kabhi vo khud aisi baarish mein fans jaaye aur koi uski madad na kare toh …
Usne darwaaza khola aur aawaaz lagaai – “Suno bhai, mai aa rahaa hoon dhakkaa lagaane ke liye …. kahaan ho tum ?”
Santa – “yahaan garden mein …. jhoole par !”
Sent By : Manish Jain, Kanpur.
Comments are closed.